Aaina Sirf Jakham Dikha Sakta Hai,
Jakham Ka Dard Baya Nahin Kar Sakata.
आइना सिर्फ जख्म दिखा सकता हे,
जख्म का दर्द बया नहीं कर सकता।
Paas Jab Tak Wo Rahe Dard Thama Rahta Hai,
Failta Jata Hai Fir Aankh Ke Kajal Ki Tarah.
पास जब तक वो रहे दर्द थमा रहता है,
फैलता जाता है फिर आँख के काजल की तरह।
Mera Dard Kisi Ki Hasne Ki Bajah Jarur Ban Sakta Hai,
Lekin Meri Hansi Kisi Ke Dard Ki Bajah Nahin Banani Chaahiye.
मेरा दर्द किसी की हसने की वजह जरुर बन सकता है,
लेकिन मेरी हँसी किसी के दर्द की वजह नहीं बननी चाहिए।
Pyar Kisi Aise Se Karo Jiski Zindagi Me Dard Ho,
Kyonki Wo Insaan Kabhi Dhokha Nahin De Sakta.
प्यार किसी ऐसे से करो जिसकी ज़िन्दगी में दर्द हो,
क्योंकि वो इंसान कभी धोखा नहीं दे सकता।
Dard Sehne Ki Aadat Kuchh Is Kadar Ho Gayi,
Ki Jab Dard Nahin Milta To Dard Hota Hai.
दर्द सेहने की आदत कुछ इस कदर हो गई,
की जब दर्द नहीं मिलता तो दर्द होता है।
Na Rok Kalam, Mujhe Dard Likhne De,
Aaj To Dard Royega, Ya Dard Dene Wala.
ना रोक कलम, मुझे दर्द लिखने दे,
आज तो दर्द रोयेगा, या दर्द देने वाला।
Ye Kalam Bhi Kambakht Bahut Diljali Hai,
Jab Jab Mujhe Dard Hua Ye Khoob Chali Hai.
ये कलम भी कमबख्त बहुत दिलजली है,
जब जब मुझे दर्द हुआ ये खूब चली है।
Jiske Liye Likhta Hun Main Dil Se Aajkal,
Wo Kahti Hai Achchha Likhte Ho Unko Sunaungi.
जिसके लिए लिखता हूँ मैं दिल से आजकल,
वो कहती है अच्छा लिखते हो उनको सुनाऊंगी।
Phirte Hue Kisi Ki Nazar Dekhte Rahe Hum,
Khoon e Dil Hota Raha Magar Dekhte Rahe Hum.
फिरते हुए किसी की नज़र देखते रहे हम,
खून ए दिल होता रहा मगर देखते रहे हम।
Dard To Akele Hi Sahte Hain Sabhi,
Bheed To Bas Farz Ada Karti Hai.
दर्द तो अकेले ही सहते हैं सभी
भीड़ तो बस फ़र्ज़ अदा करती है।
Na Dard Hua Seene Mein, Na Maathe Pe Shikan Aayi,
Is Baar Jab Dil Toota To Bas Muskaan Aayi.
न दर्द हुआ सीने में, न माथे पे शिकन आयी,
इस बार जब दिल टूटा तो बस मुस्कान आयी।
Mujhko Dhhundh Leta Hai Har Roj Naye Bahaane Se,
Dard Ho Gaya Hai Waqif Mere Har Thhikaane Se.
मुझको ढूढ़ लेता है हर रोज नए बहाने से,
दर्द हो गया है वाकिफ मेरे हर ठिकाने से।
Jo Log Dard Ko Samajhte Hain,
Wo Log Kabhi Bhi Dard Ki Bajah Nahi Bante.
जो लोग दर्द को समझते हैं,
वो लोग कभी भी दर्द की वज़ह नही बनते।
Agar Muhabbat Ki Had Nahin Koi,
To Phir Dard Ka Hisaab Kyon Rakhun.
अगर मुहब्बत की हद नहीं कोई,
तो फिर दर्द का हिसाब क्यों रखूँ।
Tum So Jao Apni Duniya Me Aaraam Se,
Mera Abhi Is Raat Se Kuchh Hisaab Baaki Hai.
तुम सो जाओ अपनी दुनिया में आराम से,
मेरा अभी इस रात से कुछ हिसाब बाकी है।
[…] from all over the web for you to express your feelings in front of your loved ones.Also read Dard Bhari Shayaris, Friendship Shayaris, and Chand […]