Shayaris are often used very beautifully in Bollywood movies. It adds a unique touch of Nazaakat to the otherwise regular dialogues of the movies. Shayaris are no doubt, a beautiful way to convey an emotion with intense depth. The delicate nature and words used in Bollywood Shayari has a romantic nature attached to it. In this article, we have shared amazing Hindi Bollywood Shayari, New Bollywood Shayari, Best Bollywood Shayari, Hindi movies Shayari<\/a>, Filmi Shayari in Hindi, Shayaris<\/a> from Bollywood Movies in Hindi. Read these Latest Hindi Shayari and share it with your friends and family.<\/span><\/p>\n <\/a><\/p>\n <\/a><\/p>\nBollywood Shayari<\/span><\/strong><\/h1>\n
\nMain Aur Meri Tanhaai,<\/span>
\nAksar Yeh Baatein Karte Hain,<\/span>
\nTum Hoti Toh Kaisa Hota,<\/span>
\nTum Ye Kaheti,<\/span>
\nTum Wo Kaheti,<\/span>
\nTum Iss Baat Pe Hairaan Hoti,<\/span>
\nTum Us Baat Pe Kitana Hansti,<\/span>
\nTum Hoti Toh Aisa Hota,<\/span>
\nTum Hoti Toh Waisa Hota,<\/span>
\nMain Aur Meri Tanhaai,<\/span>
\nAksar Yeh Baatein Karte Hain…<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nRone De Tu Aaj Humko, Tu Aankhein Sujane De,<\/span>
\nBaaho Mein Le Le Aur Khud Ko Bheeg Jaane De,<\/span>
\nHai Jo Seene Mein Qaid Dariya Wo Chhoot Jayega,<\/span>
\nHai Itna Dard Ki Tera Daaman Bheeg Jaaega.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nTu Mujhe Chahe Na Chahe<\/span>
\nYeh Tere Bas Mein Toh Hai,<\/span>
\nAur Main Tujhko Na Chahun<\/span>
\nYeh Mere Bas Mein Nahi.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nPyar Mein Sauda Karne Ki Aadat In Aamiron Ki …<\/span>
\nJaan Le Leti Hai Hum Jaise Gareebon Ki.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nTumsa Koi Aur Is Zameen Pe Hua<\/span>
\nTo RAb Se Shikayat Hogi,<\/span>
\nTumhein Chahne Waala Koi Aur Hua,<\/span>
\nToh Qayamat Se Pehle Qayamat Hogi.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nDil Ke Chhalon Ko<\/span>
\nKoi Shayari Kahe Toh Parwaah Nahi,<\/span>
\nTaqleef Toh Tab Hoti Hai<\/span>
\nJab Koi Waah Waah Waah Karta Hai.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nBadi Muddat Se Mere Dil Mein<\/span>
\nEk Tasveer Behti Hai,<\/span>
\nTeri Zulfon Ki Chaanv Mein,<\/span>
\nMeri Taqdeer Behti Hai.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nKiski Talvar Par Sar Rakhun Yeh Bata Do Mujhe …<\/span>
\nIshq Karna Agar Khata Hai Toh Saza Do Mujhe<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nMohabbat Rang Lati Hai Jab Dil Se Dil Milte Hai …<\/span>
\nMushkil Toh Yeh Hai, Ki Dil Badi Mushkil Se Milte Hai.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nShaam Hai, Baarish Hai, Pyar Ka Mausam Hai,<\/span>
\nSun Lene DE Hawa Main Faile Hue Sangeet Ko.<\/span>
\nAag Hai, Tadap Hai, Bebasi Ka Aalam Hai,<\/span>
\nKeh Lene De Aaj Kuch Bichhde Hue Meet Ko.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nMohabbat, Hamne Maana Zindagi Barbaad Kar Deti Hai\u2026<\/span>
\nYeh Kya Kam Hai Ki Marr Jane Pe Duniya Yaad Karti Hai.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nHasogi Toh Jeet Jaogi, Rahogi Toh Dil Dukhaogi …<\/span>
\nChahe Paas Raho Nah Raho, Hamesha Apne Saath Paogi<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nAarzoo Jhooth Hai,<\/span>
\nAarzoo Ka Fareb Khana Nahi ..<\/span>
\nKhush Jo Rahna Ho Zindagi Me Tumhe..<\/span>
\nDil Kabhi Kisi Se Lagana Nahi.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nHamari Iss Duniya Mein<\/span>
\nZindagi Thami Si Rehti Hai,<\/span>
\nKabhi Aaiyega But Banke Baithenge.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nAye Khuda Aaj Yeh Faisla Karde,<\/span>
\nUse Mera Ya Mujhe Uska Karde.<\/span>
\nBahut Dukh Sahe Hai Maine,<\/span>
\nKoi Khushi Ab Toh Muqadar Karde.<\/span>
\nBahut Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna,<\/span>
\nJudai Ke Safar Ko Kam Karde.<\/span>
\nJitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,<\/span>
\nUse Utna Kareeb Karde.<\/span>
\nNahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,<\/span>
\nTo Khatam Kar Ye Zindagi<\/span>
\nAur Mujhe Fanaa Karde.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nBas Ab Ek Haan Ke Intezaar Me Raat Yunhi Guzar Jaayegi,<\/span>
\nAb Toh Bas Uljhan Hai Saath Mere Neend Kahan Aayegi,<\/span>
\nSubah Ki Kiran Na Jaane Konsa Sandesh Laayegi,<\/span>
\nRimjhim Is Gungunayegi Ya Pyaas Adhuri Reh Jaayegi<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nAap Bhi Itna Samajh Le Mujhko Samajhne Ke Baad,<\/span>
\nAadmi Majboor Ho Jaata Hai Dil Aane Ke Baad.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nPaal Le Koi Rog Nadan Zindagi Ke Vaaste …<\/span>
\nSirf Sehat Ke Sahare Zindagi Katti Nahi<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nTaqdeerein Badal Jaati Hai,<\/span>
\nZamana Badal Jaata Hai,<\/span>
\nMulkon Ki Tareekh Badal Jati Hai,<\/span>
\nShahenshah Badal Jaate Hai,<\/span>
\nMagar Iss Badalti Hui Duniya Mein<\/span>
\nMohabbat Jis Insaan Ka Daaman Thaam Leti Hai,<\/span>
\nWo Insaan Nahi Badalta.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nBachpan Ki Pant Jawani Mein Fit Nahi Hoti …<\/span>
\nAur Har No Ball Pe Free Hit Nahi Hoti<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nKhushiyan Kisi Ki Mohtaj Nahi Hoti,<\/span>
\nDosti Yuhi Ittefaq Se Nahi Hoti,<\/span>
\nKuch To Maainey Honge Is Pal Ke,<\/span>
\nWarna Yuhi Aapse Mulakat Nahi Hoti.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n
\nMil Jaaye Tumhe Tumhari Mohabbat,<\/span>
\nTo Maan Lo Khuda Tumpar<\/span>
\nMeharbaan Ho Gaya, Aur Na Mile,<\/span>
\nTo Jaan Lo Ke Khuda Tumse Ek Jaan Ho Gaya.<\/span>
\n<\/div><\/div><\/span><\/p>\n