Mana Ki Waqt Ke Sath Har Cheez Purani Ho Jati Hai,
Ek Teri Yaaden Hain Ki Har Roz Nai Hokar Aati Hain.
माना कि वक्त के साथ हर चीज पुरानी हो जाती है,
एक तेरी यादें हैं कि हर रोज नई होकर आती हैं।
Dhoodhoge Ujade Rishton Mein Wafa Ke Khazane,
Tum Mere Baad Meri Mohabbat Ko Yaad Karoge.
ढूढ़ोगे उजड़े रिश्तों में वफ़ा के खजाने,
तुम मेरे बाद मेरी मोहब्बत को याद करोगे।
Teri Yaadon Ki Duniya Me Bahut Mahfooj Rahte Hain,
Jahan Na Kuch Khone Ka Dar Hai Na Kuch Paane Ki Tamnna.
तेरी यादों की दुनिया में बहुत महफूज रहते हैं,
जहां न कुछ खोने का डर है न अब कुछ पाने की तमन्ना।
Yakeen Karo Mera, Lakh Koshisen Kar Chuka Hu Main,
Na Seene Ki Dhadkan Rukti Hai, Na Tumhari Yaad.
यकीन करो मेरा, लाख कोशिशें कर चुका हूँ मैं
ना सीने की धड़कन रुकती है, ना तुम्हारी याद।
Thandi Hawayen Kya Chali Mere Shahar Me,
Har Taraf Yaadon Ka December Bikhar Gaya.
ठंडी हवाए क्या चली मेरे शहर में,
हर तरफ यादों का दिसंबर बिखर गया।
Ye To Jante The Ki Kabhi Na Bhoolenge Tumhe,
Par Is Kadar Yaad Rah Jaoge Is Baat Par Hairan Hun.
ये तो जानते थे कि कभी नहीं भूलेंगे तुम्हें,
पर इस कदर याद रह जाओगे इस बात पर हैरान हूँ।
Woh Apni Zindgi Mein Ho Gaye Masroof Itne,
Kis Kis Ko Bhool Gaye Ab Unhein Bhi Yaad Nahi.
वो अपनी जिंदगी में हो गए मसरूफ इतने,
किस किस को भूल गए अब उन्हें भी याद नहीं।
Mausam Ki Pahli Baris Ka Shauk Tumhein Hoga,
Hum Toh Roj Kisi Ki Yaad Mein Doobe Rahte Hain.
मौसम की पहली बारिश का शौक तुम्हें होगा,
हम तो रोज किसी की यादो मे भीगें रहते है।
Kis Jagah Rakh Dun Main Teri Yaadon Ke Charag,
Ki Roshan Bhi Rahun Aur Hatheli Bhi Na Jale.
किस जगह रख दूँ मैं, तेरी यादों के चराग़ को
कि रौशन भी रहूँ और हथेली भी ना जले।
Aati Hai Aise Bichhde Huye Doston Ki Yaad,
Jaise Chiraag Jalte Hon Raaton Ko Gaaon Mein.
आती है ऐसे बिछड़े हुए दोस्तों की याद,
जैसे चराग जलते हों रातों को गांव में।
Ab Bujha Do Yeh Sisakte Huye Yaadon Ke Chiraag,
Inse Kab Hijr Ki Raaton Mein Ujala Hoga.
अब बुझा दो ये सिसकते हुए यादों के चराग,
इनसे कब हिज्र की रातों में उजाला होगा।
Badi Tabdeeliyan Laya Hu Main Apne Aap Me Lekin,
Bas Tumko Yaad Karne Ki Wo Aadat Ab Bhi Baaki Hai.
बड़ी तब्दीलियाँ लाया हूँ मैं अपने आप में लेकिन,
बस तुमको याद करने की वो आदत अब भी बाकी है।
Kuchh Aur Nahi Kahna Bas Itni Hi Chahat Hai,
Tum Mujhe Utni Hi Mil Jao, Jitni Yaad Aati Ho.
कुछ और नहीं कहना, बस इतनी ही चाहत है
तुम मुझे उतनी ही मिल जाओ, जितनी याद आती हो।
Na Kar Zidd, Apni Aukat Mein Reh Ai Nadaan Dil,
Wo Bade Log Hain, Apne Shauk Se Yaad Karte Hain.
न कर ज़िद्द, अपनी औकात में रह ऐ नादान दिल,
वो बड़े लोग हैं, अपने शौक से याद करते हैं।
Apni Yaadon Ki Khushbu Bhi Humse Chheen Loge Kya,
Kitaab-e-Dil Me Ab Ye Sukha Gulaab To Rahne Do.
अपनी यादों की खुसबू भी हमसे छीन लेंगे क्या,
किताब-ए-दिल में अब ये सूखा गुलाब तो रहने दो।
Phir Uski Yaad, Phir Uski Aas, Phir Uski Baatein,
Ae Dil Lagta Hai Tujhe Tadpne Ka Bahut Shauk Hai.
फिर उसकी याद, फिर उसकी आस, फिर उसकी बातें,
ऐ दिल लगता है तुझे तड़पने का बहुत शौक है।
Jin Ki Yaadon Se Roshan Hain Meri Aankhein,
Dil Ye Kehta Hai Unko Bhi Main Yaad Aata Hun.
जिन की यादों से रोशन हैं मेरी आँखें,
दिल ये कहता है उनको भी मैं याद आता हूँ।
Bhulaye Kis Tarah Unko Kabhi Pee Thi Jin Aankhon Se, Kisi Surkh Lab Ke Chamak Si Diye Ki Lau Machalti Thi, Rahe Ai Shama Tu Roshan Dua Deta Hai Ye Parwana,
Jinhe Hum Bhoolna Chahe Wo Aksar Yaad Aate Hai,
Bura Ho Iss Mohabbat Ka Wo Kyun Kar Yaad Aate Hain.
Chhalak Jate Hain Jab Aansu Wo Sagar Yaad Aate Hain.
Jahan Ki Thi Kabhi Pooja Wo Mandir Yaad Aate Hain.
Jinhe Kismat Me Jalna Hai Wo Jalkar Yaad Aate Hain.
himansu nayak says
nice Shayari in Hindi